मुंबई-पुणे एक्सप्रेसवे बंद: भारी बारिश और भूस्खलन से मचा हड़कंप, कई ट्रेनें रद्द
🌧 Maharashtra Me Monsoon Ka Kahar, Mumbai-Pune Connectivity Hui Prabhavit
Maharashtra me lagatar ho rahi Bhari Barish ke karan Mumbai-Pune Expressway aur railway
Route par bada sankat khada ho gaya hai. Bhari Barish aur Landslide ki wajah se Expressway
Ko kuchh samay ke liye Band karna pada aur kai train 🚉 Service ko cancel ya divert kar
diya gaya hai.
Authorities ne logon se appeal ki hai, ki Mumbai aur Pune ke beech bina Zarurat
Yatra Karne se Bachen.
🚉 Kai Train Services Hui Cencel
Karjat-Lonavala ghat section me Bhari Landslide hone ke baad Railway tracks par
malba aa gaya. Iska baad Central Raiway ne kai trains ko cencel aur divert kar diya
gaya hai Government ki Traf se kuchh samay ke liye !
Reports ke anusaar 16 se adhik train services prabhavit hui hain.
Prabhavit Trainon me kuchh pramukhy Trains Shamil hain.
- Deccan Queen Express
- Indrayani Express
- Sinhagad Express
- Pragati Express
💥 Mumbai-Pune Expressway par Traffic Roka Gaya
Bhari barish ke karan Mumbai-Pune Expressway ke kuchh hisso me pani bhar
gaya aur pahadi ilakon me Landslide hua. Suraksha ko dhayn me rakhte hue
Traffic ko Rok Diya gaya.
Rescue teams aur emergency services lagataar Restoration ka Kaam
kar rahi hain.
⚠ IMD Ne Jari Kiya Alert
India Meteorological Department (IMD) ne Mumbai, Pune aur aas-pass ke
kai ilakon me heavy to very heavy rainfall ka alert jari kiya hai.
Experts ne Logon ko salah di hai ki :
- Anavashyak Yatra se bache.
- Mausam Updates Par Nazar rakhen.
- Surakshit Sthanon par rahen.
🔥 Railway Minister Ne Liya Jaayza
Raiway Minister Ashwini Vaishnaw ne Mumbai-Pune rail routes par hui Disruption
ka review kiya hai aur Adhikariyon ko jaldi seva bahal karne ka nirdesh diya hai.
Railway 🚞 aur road Authorities dono taraf se restoration ka kaam tezi se
chal raha hai.
#MumbaiPuneExpressway
#MumbaiRain # BreakingNews
#TrendingNews # Landslide
#IndianRaiways #viralinfohub.com


Post a Comment