Header Ads

ads header

International Yoga Day 2026: 21 June Ko kyu Mnaya Jata Hai Yoga Day ? Janiye Mahatv Aur Fayda


 21 June 2026 ko puri Duniya me International Yoga Day bade utsah ke saath manaya

 ja raha hai. Bharat sahit kai Desh me log Yoga karke Swasth Jivaan ka sandesh de rahe hain. 

School, Colleges, sarkari Sansthan aur Samajak sangathan ayojit kar rahe hain.

# International Yoga Day Kyu Mnaya Jata Hai ?

Yoga Bharat Ki Prachi  parampara ka ek Mahatvapurn hissa hai. Yoga 
Sharir  aur mn ko swasth rakhne me help karta hai.
Isko Dekhte huye 21 June Ko every Year International Yoga Day manaya 
jata hain.

# Yoga ke Fayde

  • Sharir ko swasth aur fit rakhte hai.
  • Mansik tanav ko km karta hai.
  • Dhyan aur ekagrata badhata rahta hai.
  • Rog pratirodhak kshamata majboot karta hai.
  • Behtar neend me madad karta hain.

# Students Ke liye Yoga Kyu Zaruri ?

Aaj Ke Digital yug me Students adhik samay mobile aur Computer 
par bitate hain. Yoga unhe Mansik shanti, Behtar Concentration 
aur strees Management me madad karta hai.

@Internationalyogaday

1 comment: